Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Balraj Sahni
Home Balraj Sahni
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aayi reeee ganga aur jamuna ki gehri hai dhaar aage ya peechhe sab ko jaana hai paar dharti kahe pukaar ke beej bichha le pyaar ke mausam beeta jaaye mausam beeta jaaye apni kahaani chhod ja kuchh to nishaani chhod ja kaun kahe is or tu phir aaye na aaye teri raah mein kaliyon ne naina bichhaaye daali daali koyal kaali tere geet gaaye tere geet gaaye apni kahaani chhod ja kuchh to nishaani chhod ja kaun kahe is or tu phir aaye na aaye ooo bhai re neela ambar muskaaye har saans taraane gaaye haaye tera dil kyun murjhaaye apni kahaani chhod ja kuchh to nishaani chhod ja kaun kahe is or tu phir aaye na aaye bhai re bhai re bhai re oo oo oo
do rang duniyaa ke aur do raaste do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste soch samjh ke paanv rakhe samjha do har deewane ko samjha do har deewane ko ik rasta mandir ko jaaye ik jaaye maikhaane ko ik jaaye maikhaane ko rastaa bhool naa jaaye raahi dhokha naa khaye do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste ek hain aise log jo auron ki khaatir jeete hain auron ki khaatir jeete hain dusre wo jo apni khatir apnon ka khoon bhi peete hain apnon ka khoon bhi peete hain koi phool khilaaye koi kaante bikhraaye do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste aur do raaste aur do raaste
kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo saans thumti gayee nabz jamti gayee phir bhi badhte kadam ko na rukne diyaa kat gaye sar humaare to kuchh ghum nahin sar himaalay kaa humne na jhukne diyaa marte marte rahaa baankpan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo zindaa rehne ke mausam bahut hain magar jaan dene ki rut roz aati nahin husn aur ishq dono ko ruswaa kare wo jawaani jo khoon mein nahaati nahin aaj dharti bani hai dulhan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo raah qurbaaniyon ki na viraan ho tum sajaate hi rehnaa naye qaafile fateh kaa jashn iss jashn ke baad hai zindagi maut se mil rahi hai galle baandh lo apne sar se kafan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa
kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai magar jab tak na chhedo sharmgi parde mein soti hai ye socha hai ki dil ki baat uske rubaru keh de nateeja kuch bhi nikle aaj apni aarzu keh de har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada hai har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada
main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe kyun pukaarti hain ye jawa jawa fizaayein mujhe mil gayi kahaan se ye hasin hasin adaayein ye hasin hasin adaayein meri zindagi pe chhayi ye nayi bahaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon jo kadam utha rahi hoon wo kadam behak raha hai mili tum se kya nigaahein mera dil dhadak raha hai mera dil dhadak raha hai mere dil pe haath rakh do tumhein intezaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum
raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein jo tera hai wohi ghum hai mera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi ghum na kar garr hai baadal ghanera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera
saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar ho saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar kaisa jadoo kina tune mo pe o jadugar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar kaisa jadoo kina tune mo pe o jadugar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar pehle laga tu ik sapna sa ab to lage tu mohe apna sa pehle laga tu ik sapna sa ab to lage tu mohe apna sa le chal haath pakad ke sajna chaahe jidhar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar kaisa jadoo kina tune mo pe o jadugar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar aa gayi balam teri baaton mein kya hai na jaane teri aankhon mein aa gayi balam teri baaton mein kya hai na jaane teri aankhon mein bhool gayi main pyaar mein tere apni dagar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar kaisa jadoo kina tune mo pe o jadugar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar jaanu ke tu harzaayi hai sochun kyun aankh milaayi hai jaanu ke tu harzaayi hai sochun kyun aankh milaayi hai lekin tujhko dekh rahi na kuchh bhi khabar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dharti Kahe Pukaar Ke Do Bigha Zamin (1953) 03:31 32081
 
Poster of Do Bigha Zamin (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Nirupa Roy, Balraj Sahni
Duration : 03:31   Song Number : 32081   

Do Rang Duniyaa Ke Do Raaste (1969) 04:42 13149
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:42   Song Number : 13149   

Kar Chale Hum Fidaa Haqeeqat (1964) 04:07 20741
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Balraj Sahni, Sanjay Khan
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:07   Song Number : 20741   

Kisi Patthar Ki Murat Hamraaz (1967) 04:32 13309
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi, Raj Kumar, Mumtaz, Balraj Sahni
Duration : 04:32   Song Number : 13309   

Main Tumhin Se Poochhti Black Cat (1959) 04:25 12922
 
Poster of Black Cat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj, Balraj Sahni
Duration : 04:25   Song Number : 12922   

Raat Bhar Ka Hai Mehmaan Andhera Sone Ki Chidiya (1958) 03:04 12505
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Balraj Sahni, Talat Mahmood
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:04   Song Number : 12505   

Saiyaan Le Gayi Jiya Ek Phool Do Mali (1969) 03:24 21208
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhna, Sanjay Khan, Balraj Sahni
Duration : 03:24   Song Number : 21208   
Karaoke Songs of Balraj Sahni, Sad Songs of Balraj Sahni, Love Songs of Balraj Sahni, Dance Songs of Balraj Sahni, Hip-hop songs of Balraj Sahni, Best songs of Balraj Sahni, Super hit songs of Balraj Sahni, hit songs of Balraj Sahni, duet songs of Balraj Sahni, solo songs of Balraj Sahni, old songs of Balraj Sahni, famous songs of Balraj Sahni, Hindi Karaoke Songs of Balraj Sahni, Hindi Sad Songs of Balraj Sahni, Hindi Love Songs of Balraj Sahni, Hindi Dance Songs of Balraj Sahni, Hindi Hip-hop songs of Balraj Sahni, best Hindi songs of Balraj Sahni, super hit Hindi songs of Balraj Sahni, hit Hindi songs of Balraj Sahni, duet Hindi songs of Balraj Sahni, solo Hindi songs of Balraj Sahni, old Hindi songs of Balraj Sahni, famous Hindi songs of Balraj Sahni, Sing Along Songs of Balraj Sahni, Sing Along Sad Songs of Balraj Sahni, Sing Along Love Songs of Balraj Sahni, Sing Along Dance Songs of Balraj Sahni, Sing Along Hip-hop songs of Balraj Sahni, Sing Along Best songs of Balraj Sahni, Sing Along Super hit songs of Balraj Sahni, Sing Along hit songs of Balraj Sahni, Sing Along duet songs of Balraj Sahni, Sing Along solo songs of Balraj Sahni, Sing Along old songs of Balraj Sahni, Sing Along famous songs of Balraj Sahni